@hurrainraza4170: Surah An-Nasr Ka Tarjuma Shuru Allah ka naam le kar jo bada meherban nihayat reham wala hai Jab Allah ki madad aa pohnchi aur fateh hasil ho gayi Aur ae Nabi ﷺ tum ne dekh liya ke log fauj dar fauj Allah ke deen me dakhil ho rahe hain To apne Parwardigar ki tareef ke sath tasbeeh karo aur us se maghfirat mango Be shak wo bada maaf karne wala hai#surah nasr #sura#surah urdu translation #idha jaa nasrullah#islamic videos