Mein ap ki yay edit dekh k bohat roi mera dill phat gya cuz menay yay drama dekhna start kiya tha jab larkay ki death wala scene aya mein bohat roi thi mujhay kya pata tha kuch days baad meray sath is sy bhi bura ho jayega💔110days ho gaye aj un ki death ko bohat miss karti hun mein un ko bohat zyaada🫠❤️🩹bohat takleef main hun haad sy zyaada😭😭 Ap ko pata meray biggest fear main sy one of my biggest fear meray liye mera Naseeb tha jo k shaid har larki ka hi hota hai mein bohat duayein karti thi har waqt Tahajjud main har Namaz main apnay naseeb k liye lekin meray naseeb main kuch or hi likha tha Allah Pak ko kuch or hi manzoor tha ek larka mujh sy bohat Muhabbat karta tha ab unhon ny mujh sy Nikkah karna tha rishta bhejna tha aesa kuch hota es sy pehlay hi un ki death ho gai aj 110 days ho gaye un ki death ko He was just 20 woh meray liye Kamyaab ho rahay thy itna change kar liya tha khud ko unhon ny😭💔hum relation main nahi thy yay clear kar dun cuz mein yay sab chizain nahi pasand karti thi or woh understand kartay thy mein to hidayaat k rastay par thi or hun un k janay k baad or zyaada Allah k qareeb ho gai bohat zyaada change ho gai jab sy woh mujhay chor k gaye hain tab sy mera yay fear door ho gya Naseeb wala cuz mein kehti hun k yehi mera Naseeb tha yehi meray Naseeb mein hamaray Naseeb main judai likh di gai thi hum dono hi loyal thy lekin mout dhoka dy gai hamay ab agar koi mujhay Naseeb ki dua deta na to istg meray seenay main khanjar ki tarah chubti hai🥹💔pata hai kyun mein unhi ko apna Naseeb manti thi apnay Naseeb main likh bethi thi❤️🩹🫠istg ab mujhay koi bhi nahi chahiye mein sochti hun na to mujhay khof ata k agar meri shaadi kabhi kisi or sath ho gai mujhay lagay ga mein ko dhoka dy rahi meray dill mein woh thy hain or hamesha rahain gy🥺❤️🩹mein Allah sy shikwa nahi karti lekin insaan hun na kabhi keh hi deti hun Allah jee aesa kyun ho gya nahi hona chahiye tha na Allah jee ap koi mojza kar detay na ap ny kun kehna tha ho jana tha Allah k agay to bebaas hain hum Allah Pak ny hamaray liye hum dono k liye behtareen socha ho ga Jannat mein milay gy hum dono ELAHI AMEEN INSHA ALLAH INSHA ALLAH😭🕊️🫂bohat toot gayi hun mein bohat zyada😭😭
2026-10-16 19:53:15
19
superior :
جو ہو رہا ہے
وہ چاہ نہیں
اور جو چاہت ہے
وہ ہو نہیں رہا
2026-10-16 16:16:04
15
shanzy rameez Ahmed ✨🫀 :
Allah say ro kar mangkar tu dekho
2026-10-16 20:03:38
8
Drama Clip BD♦️ :
jo mil geya bo kyu chin gya
2026-10-17 00:29:35
2
🌕 :
download option tou on krdain 😔😔
2026-10-17 08:19:04
1
محترمہ 🌷 :
or uper sy video save kr ny wala option b bnd kr daty h 😭
2026-10-17 09:14:43
0
Hammad•_•Yours🥂 :
es ko hi to sai wali zindgi lhty hain😭😭
2026-10-16 15:56:08
3
𝘏𝘶𝘻𝘢𝘪𝘧𝘢• :
Level ka drama taa🥹🌸
2026-10-16 19:12:46
5
Shõåîb Shøbíì :
drama nam hy zanjeerain
2026-10-17 05:57:07
2
Arif_Baloch 🚩 :
Ajeeb Zindagi Hai"
Jo Mil Nahi Sakta wahii Chahye"
2026-10-16 15:41:37
3
suuuiiiii❤️🔥 :
2026-10-17 07:38:34
1
Zainab jutt😎🌸🖤👀 :
awwww😭
2026-10-17 01:33:37
1
:
2026-10-16 22:31:15
2
karamabbas :
hmm
2026-10-16 12:25:23
4
꧁༒𝐥𝐚𝐝𝐥𝐚༒🆂🅸🅺🅰🅽🅳🅴𒌒乂 :
fvrt darma 🫠
2026-10-17 02:46:20
1
❤️ :
hum ab kush nai chiye maaa baap ke kushi ka ilwa🥺😭
2026-10-17 09:54:44
0
Queen 123 :
2026-10-17 07:51:35
0
الأمين🎭 :
🥰🥰🥰
2026-10-16 19:40:11
3
الأمين🎭 :
🖤🖤🖤
2026-10-16 19:40:18
4
ʀᴀʏᴀɴᴬᶠᴰ🖤 :
😔😔😔
2026-10-17 03:13:56
2
R🫶E🫁H🤗A😍N :
❤️❤️❤️
2026-10-17 03:29:48
2
tawakul :
[Broken heart][Broken heart]
2026-10-17 10:22:53
0
𝗠𝗿𝘀 𝗺𝘂𝗱𝗮𝘀𝘀𝗶𝗿 🥹🫂 :
@علوی کے الفاظ
2026-10-17 08:20:30
1
Zain Boos you :
[Heartwarming][Heartwarming][Heartwarming]
2026-10-17 09:43:28
0
To see more videos from user @updated.999, please go to the Tikwm
homepage.