@muslim10402: Sunni vs Wahabi Munazra - Haq Koun? Daleel ka sat Kya Wahabi koi naya firqa hai ya Ahle Hadith ka dusra naam? Kya Sunni Barelvi aur Deobandi ek hain? Is video me Munazra ka maqsad kisi ko neecha dikhana nahi, balke Haq ki talash hai. Is Video Me Aap Janenge: 1. Sunni aur Wahabi / Ahle Hadith me bunyadi aqeede ka farq 2. Taqleed, Mazar, aur Istighasa par dono ka mauqaf 3. Quran o Hadith ki roshni me Ulama ke dalail Ye video nafrat phelane ke liye nahi, balke Ilm me izafe ke liye hai. Aap ki kya rai hai? Apni rai izzat aur adab ke sath comment me zarur pesh karein. Video ko LIKE aur SHARE karna na bhoolen. *#SunniVsWahabi #Munazra #AhleSunnat #AhleHadith #Deobandi *
ye munazra har gye thy ehley hadesss noori sahib jetgya tha
2026-10-17 18:55:35
21
✨𓆩𝓑𝓜𓆪🫀 :
bhai jaan jeeta kon brelvi ya wahabi??
2026-10-18 09:02:51
0
Spoken English With Akbar :
اپنے اپنے بڑوں کو سچ ثابت کرنے کی کوشش ہے ۔ اور زبان کتنی گندی استعمال کرتے ہیں ۔ اللّه کی عبادت کرو رسول ﷺ کی پیروی کریں اور کسی بندے کا حق نا مارو اور تمام جانداروں کے حسن سلوک سے پیش آجاؤ ۔ نہ کسی کی توہین کرو نہ اپنا عقیدہ چھوڑو ۔ بات ختم نفرت ختم