@factexplorerofficial: 😱 Makai Ke Ek Chhotay Se Dane Ke Andar Mini Pressure Cooker Chhupa Hai! 🍿🔥 Kya aap jaante hain popcorn phat kar phoolta kyun hai? 🌽 Dane ke sakht chilkay ke andar thora sa pani aur starch hota hai. Jab ise garam kiya jata hai, pani bhaap ban kar andar pressure barhata hai. Aakhir mein chilka toot jata hai aur starch phool kar safed, crispy popcorn ban jata hai! 🤯🍿 Nature aur science ke aise hi amazing facts ke liye Follow karein ❤️ @Factexplorerofficial #PopcornScience #FoodScience #AmazingFacts #ScienceFacts #FactExplorer