@maulanawahiduddinkhan: مولانا وحید الدین خان بتاتے ہیں کہ اللہ کی محبت یہ ہے کہ اللہ کا نام یاد آتے ہی آنکھوں سے آنسو بہنے لگیں۔ मौलाना वहीदुद्दीन ख़ान बताते हैं कि अल्लाह की मुहब्बत यह है कि अल्लाह का नाम याद आते ही आँखों से आँसू बहने लगें। Maulana Wahiduddin Khan explains that the love of God is when tears begin to flow the moment you remember God. মাওলানা ওয়াহিদুদ্দিন খান বলেন, আল্লাহর ভালোবাসা হলো আল্লাহকে স্মরণ করামাত্র চোখ থেকে অশ্রু ঝরতে শুরু করা। #WahiduddinKhan #MaulanaWahiduddinKhan #LoveOfGod #GodAlmighty #RealLove
Ye experience mujy khuda ne ajse 8 saal phly naseeb kya jb main 18 years ka tha aur meny phla tour Istanbul ka kya lekin mujy jesy hi wahan ki tnhai naseeb hui to main apny bary main sochny lga yehi batain k main kya hon aur q hon phir meny quran ko urdu main read krna shuro kya aur mujy smj agai k khuda ko jo insan jannat k liye mtloob hain khuda bss wohi chun raha he jo usy shadeed muhabat k ehsas se زندگی guzar kr apny khuda k pass chly jain jesy k quran ki ayah he k کامیاب hua wo jisne apny nfs ka tzkia kr lya jesy jesy meny ALLAH k sath dil lgaya yani nimaz ko regularly prna shuro kya to mera quran kholny ka bi dil krta tha main raat ko isha ki nimaz k baad blue mosque main beath kr quran ko sirf urdu hi main read krta aur jo ehsas mujy tb hushi detta tha wo yehi tha k bss ab mout tk sbr krna he usky bad sb kuch naseeb hoga yehi ehsas insan ko harees e jannat bnatta he phir insan khuda ko khony se drta he aur jb ye feelings kisi k dil main ajain to smj lo k ab khuda mil gaya he q k wo mila he tb hi aap usy khony se dhrty hain meny khuda ko bosphorus k sahil k sath walking krty huy experience kya jb main سمندر ko qareeb se deakhta tha aur mery dimagh main quran ki surah luqman ayah No:27 atti thi k agr yon ho k دنیا main jitna bi سمندر he wo sb ka sb Ink/سیاہی bn jay aur دنیا main jitny bi trees 🌳 hain wo sb قلم bn jain aur ye mil kr ALLAH ki شان ko likhna chahain to ye sb htm ho jayga lekin ALLAH ki shaan bayan na ho paygi chahy 7 سمندر shamil kr liye jain. to kya aap soch skty hon k wo khuda kitna azeem hoga jisny hm kuch bi nai thy aur hamain tehleeq kya aur phir ye دنیا di jis main itna enjoy krny ka samaan rakha he to dosto agr kisi ne mera comment read kr lya he to yaqeen karain dil ka sukoon ALLAH ki yaad main he bss dunia esy hi chlti rahy gi lekin aap htm ho jaogy esy phly k daer ho aap ALLAH k sath jeena shuro kr do یقین kro phir hi asli maza he زندگی ka. main aapko bohat yaad krta hon moulana aapki waja se mujy ALLAH ke bary main uski yaad k bary main bohat kuch hasil hua meri dua he ALLAH mujy jannat ul firdoos main aapka sath naseeb kry aur hm mil kr ALLAH ko yaad kya karain uski azmat k bol bolain ameen❤️.
2026-10-18 16:21:06
123
Haroon_x_Bhatti :
Allah is the most Merciful🥰
2026-10-19 18:26:26
9
___mesytara🐢 :
koi nahi samjh sakta ke aik zehni kaifiyat ka wapis aana kitni bari neymat hai. i totally understand him and his individually beautiful relationship with Allah 💗
2026-10-18 18:50:41
12
Hajra♥️ :
Allah o akbar...🥹
2026-10-19 15:09:52
12
Syed Haseeb Shah Naqvi :
Alhamdulliah May Allah gave you high rank in jannah
2026-10-19 01:23:27
5
rufaidaakbar :
ase ullema naram khu ap ko deen se nazdeek karte
2026-10-19 12:56:29
7
Guharam Baloch :
Allah Yun e nahi kehta ke insan Bara na shukra hai 😞
2026-10-19 18:40:08
7
Meena :
ALLAH ho akbar
2026-10-19 18:31:06
5
Javedcheema81 :
قابل قدر انتہائی قابل قدر جذبات
2026-10-18 17:00:50
47
Fatima🇵🇰🫡 :
bilqul sahi bt hai Allah Pak jb yd nhi krta to Rona ata hai bura feel hota hai Dil buja jata hai Kuch bhi feel nhi hota or bs jb namaz me ro Jao to q
2026-10-19 03:43:00
22
چوہدری اسد کھٹانہ :
Allah Allah Allah 😭
2026-10-18 21:59:28
5
shah bano :
Allah is the most merciful
2026-10-19 10:50:31
3
Shahid Malik :
allha ho Akbar🌹🌹🌹
2026-10-19 18:04:14
2
W@قاs بلوچ :
اللہ جنت الفردوس میں اعلی مقام نصیب فرماۓ
2026-10-18 18:40:06
10
hamza :
I love Allah
2026-10-18 21:38:30
8
𝑵𝒐𝒊𝒓𝒆𝒍𝒍𝒂... :
ay mere Allah mojhy b ye kafiyat ata farma
2026-10-18 18:45:27
6
Aisha Naz 🇵🇰 :
Allahhhh!!! 🥹
2026-10-19 16:09:19
2
Unknown :
2026-10-18 15:53:46
5
Kashif khan Kashoof :
Maasha Allah
2026-10-19 06:32:59
2
T A R Z A N :
God ! Will Leave Me ? 😳😭 😭
2026-10-19 15:50:50
2
golfboy :
very true
2026-10-19 13:12:47
2
عباس :
سبحان الله والحمد لله ولا اله الا الله والله اكبر ولا حول ولا قوه الا بالله
2026-10-19 09:56:37
2
She_🎙️ :
2026-10-19 09:11:31
2
Robert :
Subhanallah 14x
2026-10-19 11:00:54
2
Muhammad Saad 💞 :
we always love's you more and more Allah 🌸💗
2026-10-19 16:00:10
1
To see more videos from user @maulanawahiduddinkhan, please go to the Tikwm
homepage.