@abbal.cattle: ماشاءاللہ ❤️🐄 Shoq, Dosti Aur Cattle Farming Ka Apna Hi Ek Alag Level! 🔥👑 Khoobsurat mulaqatein, farm life aur shoq ki baatein — har pal apni jagah khaas! ❤️🐂 Abbal Cattle & Dairy Farm 🤝 Inshallah aise hi shoq aur mohabbat ke safar mein aap sab ki support chahiye. ❤️ #AbbalCattleFarm #CattleFarming #CattleLovers #FarmLife #CattleVlog