Sardar Gulzareen Tanha :
Wah g bht great time tha,,,, Bhad me is ko yellow colour ho gya tha,,, Sabir ustad drive krty thay,,, sath Marhoom Jarmel aur PAF Waly Khalid Bhai hoty thay,,,,, bht acha waqt tha,,, Aslam sab ab sakht bemaar hen, unki sehat k liye duha keejiye ga.....
2026-10-20 19:53:18