▶️lakin namaz momin ki miraj Hy. ➡️jis ko perhna har muslam per Faraz Hy ➡️Jo ky gunha ka kufra Hy , or. ➡️Allah ky Qurb ka bhatereen zariya Hy ➡️hm hud sy asa ni khay sakty logo ky amal per na hi un ki namaz ko ➡️namaz srif Allah ky Hy ➡️asi information mat du jis sy log doubt ka shikar hu or ye na samjhy ky Allah maf ni krta JazzAllah
2026-10-21 17:38:37
2
✨laraib khan✨ :
masla ye Hy k Bina enquiry k Bina kisi saboot k humein koe bhi bat Kahi se bhi pata chalati Hy hum osy hadis kah k chaap dety hn ye bhi nahi sochty k ghalat hades biyan krna kisi ko gumrah krna bhi gunah hy,humein khud apna pata nahi nimaz kabol hoe k nahi mgr hum dosro ko zaror btaty hn AP ke nimaz kabol nahi hoe, ary Bhai wo ghafor o Raheem Hy khud Quran ma likhta Hy (surah Al zumar ayat 53) mjh se Mafi mango touba kro ma maaf krdonga to phir kia reh gya pechy Jo hum ajeeb batein krty hn ,next time Kuch bhi likho to ayat ka hawala dena ya hadis ka Batana