@madinasights: Sabz Gumbad Dekh Kar Aankhein Nam Ho Gayi 😭💚 Roza-e-Rasool ﷺ ke samne khade hona har ummati ka khwab hai 🥺 Aaj Allah ne woh khwab pura kar diya 🤲 Ya Rasool Allah ﷺ Aap par meri jaan qurban 🥺💚 Ya Allah hamari is hazri ko qubool farma aur baar baar bulana 🤲😭 #madina #foryou #masjidenabwi #rozaerasool #madinasights