@hanya_zee: Jis Ghar Me Quran Band Para Ho, Wahan Rizq Aur Sukoon Band Ho Jata Hai... 🥺📖 Hum Sochte Hain Hum Taraqqi Karenge, Kamyab Honge, Lekin Jis Ghar Me Quran Hi Na Khola Jaye Wahan Barkat Kese Aayegi? Agar Zindagi Badalni Hai To Quran Kholo, Namaz Parho, Phir Dekho Allah Kese Raste Kholta Hai ❤️ #IslamicLearnings4GenZ #Quran #Namaz #Barkat #viralislamicvideo