@darkmoon__04: Log badal gaye, par dard wahi purana hai... Kisi ne poocha kya hua hai tumhe, maine hans ke keh diya kuch nahi 🥀 Jab ke andar se toot chuka hun main... Tanhai pasand hai mujhe, shor se dar lagta hai Ab kisi pe bharosa karne se dar lagta hai... 🖤 Alone but not lonely 🖤 #sad #tanhai #urdupoetry #foryou #fyp