@resilience_official: Kya Laila Majnu Ne Kabhi 'I Love You' Kaha? 💔 The True Meaning of Love | Kya aapne kabhi notice kiya hai ki poori film mein Laila Majnu, Tamasha, Rockstar ya 'Main Wapas Aaunga' mein kisi ne bhi ek doosre ko "I Love You" nahi kaha? Yeh sirf ek coincidence nahi, balki ek genius director Imtiaz Ali ki soch hai, jinka yeh manna hai ki pyaar sirf lafzon ka mohtaaj nahi hota. Asli pyaar wo hota hai jo baaton se nahi, balki un actions aur sacrifices se prove hota hai jo hum apne kisi khaas ke liye karte hain | #LailaMajnu #ImtiazAli #TrueLove #DeepLove #resilienceofficial_