@taiba.chaudhry112: Post152[ Surah Al-Jummah Ayat # 9 يٰۤاَيُّهَا الَّذِيۡنَ اٰمَنُوۡۤا اِذَا نُوۡدِىَ لِلصَّلٰوةِ مِنۡ يَّوۡمِ الۡجُمُعَةِ فَاسۡعَوۡا اِلٰى ذِكۡرِ اللّٰهِ وَذَرُوا الۡبَيۡعَؕ ذٰ لِكُمۡ خَيۡرٌ لَّكُمۡ اِنۡ كُنۡتُمۡ تَعۡلَمُوۡنَ Tarjuma Aye Imaan walo! Jab Jummah ke din namaz ke liye azan di jaye to Allah ke zikr ki taraf jaldi chalo aur khareed-o-farokht (karobar) chor do. Ye tumhare liye behtar hai agar tum jante ho. Ayat # 10 فَاِذَا قُضِيَتِ الصَّلٰوةُ فَانْتَشِرُوۡا فِى الۡاَرۡضِ وَابۡتَغُوۡا مِنۡ فَضۡلِ اللّٰهِ وَاذۡكُرُوا اللّٰهَ كَثِيۡرًا لَّعَلَّكُمۡ تُفۡلِحُوۡنَ Tarjuma Phir jab namaz ho chuke to zameen me phail jao aur Allah ka fazal (rizq) talash karo, aur Allah ko kasrat se yaad karte raho taake tum kamiyab ho jao. #surahjummah#quran #foruyou #quranrecitation #creatorsearchinsights