@sannubaccha: Meri Jaan 🤗❤️Hote honge logon ke GF-BF, lekin hum toh ek-dusre ke husband-wife hain, woh bhi bina shaadi kiye. 🥹❤️🤗 Rishta sirf naam ka nahi, dil se nibhate hain hum. Duniya ki nazron mein chahe abhi shaadi na hui ho, lekin meri nazron mein toh tu aaj bhi meri biwi hai, meri jaan hai aur meri poori duniya hai. 🫶🏻💍❤️❤️❤️🤗🤗😍😍🤗🤗🤗❤️🤗🤗😍😍😍😍😍😍😍😍#minejaan🌍💕 #lovestory #foryoupage #viral #goviral