@rajput_zadi45: Mujhe apni zaat se mohabbat hai💗apne naseeb par yaqeen hai aur apne Rab ki rehmat se umeed hai😭🫶 Main kisi se apna muqabla nahi karti🙂↔️ q ke har kisi ki kahani aur har kisi ka naseeb alag hota hai✨Jo mere liye likha gaya hai,woh mujhe mil kar rahega🤍 Inshallah ❤️👑 aur jo nahi mila us mein bhi mere Rab ki koi hikmat hogi 🤌🫠 #unfrezzmyaccount #unfrezzmyaccount #repostplz #viraltiktok #dontunderreviewmyvideotiktok @TikTok @TikTok Pakistan