beshak per hazrat sahib baat aik pehlo dekh rahe dosra pehlo dekhe to wo ye bhi ho sakta allah pak ne shaper hazrat sahib ko uthwaya kyu ke allah pak janta pori mehfil me yehi aik sakhi dil ka banda baqi kisi ne ni dena langer isne dedena jab kisi ko langer mil jaye wo to ni deta na to allah pak ne hazrat sahib ke hath se langer usko dalwaya