@parizaad2244: _POV: It's all happening for a reason ❤️_ Dil ko kitni ajeeb haqeeqat lagti hai na kabhi kabhi? 🥀 Kuch kho kar hi kuch paana seekhte hain, aur kuch zakham hi hume behtar bana dete hain. Jo hua ache ke liye hua, jo ho raha hai ache ke liye ho raha hai, aur jo hoga woh bhi ache ke liye hi hoga ✨ #itsallhappeningforareason #deepthoughts #urdupoetry #deepwords #hazarawalkilarki