@ch.teme: Nabi Kareem ﷺ ne farmaya 4 Gunah aise hain jin par sakht pakad hai 😭 1. Shirk karna 2. Walidain ki nafarmani 3. Haqooq ul Ibad khana / Kisi ka haq marna 4. Chughli / Jhoot se kisi ka ghar ujadna Ya Allah hume in gunahon se bacha - Ameen 🤲 Ye yaad dehani hai, faisla sirf Allah ka hai, wo Ghafoor Raheem hai. #IslamicWaqya #Toba #Islam #NabiKareemSAW