@deenodunia26: Mout aik aisi haqeeqat hai jise koi jhutla nahi sakta. 💔 Duniya ki har cheez yahin reh jani hai, saath sirf hamare aamaal jayenge. Is liye duniya ke peechay itna mat bhaago ke aakhirat bhool jao. 🤲 Allah hum sab ko imaan par zindagi aur imaan par maut naseeb farmaye. Ameen. ❤️🩹 #quotesislamic #Aakhirat #IslamicReminder #IslamicMessage #islamic_video