@hasham.rais.youtu: Madinah Ka AC 🥶❄️😂 Madinah mein AC itna thanda hota hai ke banda ibadat ke baad thori dair baithay aur pata hi nahi chalta kab neend aa jati hai! 😂😴 Phir achanak awaaz aati hai: “Yalla Haji! Go Go Go!” 😂 Kis kis ke saath Madinah mein aisa hua hai? 🕌❤️ #Madinah #MasjidNabawi #MadinahVibes #UmrahMemories #YallaHaji