@sannubaccha: Waqt toh lagega meri Jaan 🥹❤️, mushkilein bhi aayengi aur na jaane kitne imtihaan se guzarna padega, lekin ek baat yaad rakhna meri jaan, mera iraada aaj bhi wahi hai aur hamesha wahi rahega… Apna banaunga toh sirf tumhe hi, aur zindagi bitaunga toh sirf tumhare saath hi. 🫶🏻🥺❤️ Chahe kitna bhi waqt kyun na lag jaaye, main tumhara haath thaamne ke us din ka intezaar karunga, jab tumhe hamesha ke liye apna keh sakun. Kyunki tum mere liye sirf aaj ki mohabbat nahi, balki woh khwaab ho jiske saath main apna poora kal dekh chuka hoon. 🥹💍❤️🥰🥰🤗🤗💕💕🤗🤗🤗🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰#minejaan🌍💕 #lovestory #foryoupage #viral #goviral