@energybymehreen: AC bhi ON, fridge bhi ON, iron bhi ON… bhai, solar system hai ya Aladdin ka jinn? 🤣 10kW Solar System lagwa liya ab ghar mein sab kuch chalega? 10kW solar system par kya kya chal sakta hai aur kis cheez par load ka hisaab karna zaroori hai? Video end tak dekhein Comment karo: Aapke ghar mein sabse zyada bijli kaun khata hai AC, iron ya ghar ke members? Follow @energybymehreen for more solar tips & facts #10kWSolarSystem #SolarEnergy #SolarSystem #SolarPanel #SolarInverter