@mohiztoonsx: 😱 Aloo Aur Lahsan Ne Kafeel Ka 804 Wala Raaz Khol Diya! 💦🔥 😱 Kafeel ne Aloo aur Lahsan ko sirf paani ki tanki bharne ko kaha tha, lekin Lahsan ne galti se 804 wala band valve khol diya! 💦😂 Dekhte hi dekhte Kafeel ka luxury camp paani mein doob gaya aur uski mehngi gaari ka bura haal ho gaya! 😭 Lekin asli museebat tab shuru hui jab Kafeel ne 804 ka number dekha aur khud darr gaya! 😳 Aakhir is pipe mein aisa kaunsa raaz chhupa tha jo Kafeel Sheikh Sultan se chhupana chahta tha? 🔥 Kya Aloo aur Lahsan Kafeel ke changul se nikal payenge? ❤️ Aloo aur Lahsan ki agli zabardast kahani aur next part ke liye @mohiztoonsx ko FOLLOW karna mat bhoolna! #Mohiztoonsx #AlooLahsan #804 #Kafeel #urducomedy