@baddieno29: Agr yaad ho tou kitni bar chor chukay thay Tum mujhy, tumharay Yun chor Jane par Meri Dil kitni bar toota Lekin phir jora bhi tumhi ne,ab ki bar bharosa tora hai Tumne, bharosa aik bar toot jaye tou dobara nahi ata,ya Samaj lo mujhy maaf Karna nahi ata is baray mein.. . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . #broke #trust #him #xyzbca #fyp