@storyvisionfb: Na Rizq Barhne Par Khushi, Na Kam Hone Par Shikwa — Aakhir Kyun? ❤️ Yeh kahani ek aise shakhs ki hai jiska yaqeen mushkil halaat mein bhi kamzor nahi hua. Jab uski ujrat barhi to usne use Allah ki ata samajh kar qabool kiya, aur jab ujrat kam hui to usne shikwa karne ke bajaye sabr aur yaqeen ka rasta ikhtiyar kiya. Humein bhi yahi seekhna chahiye ke halaat badal sakte hain, rizq kam ya zyada ho sakta hai, lekin Allah par hamara yaqeen hamesha pukhta rehna chahiye. 🤲❤️ Agar aap ka bhi Allah ki zaat par poora yaqeen hai to comment mein “Ya Allah” zaroor likhein. #Tawakkul #IslamicReminder #IslamicStory #Deen #IslamicVideo #AllahParYaqeen #IslamicPost