@dailyhealthtips49: 🤰 Pregnancy mein bleeding ya spotting hona kis baat ki nishani ho sakta hai? 💗 Iski wajah kabhi halki spotting ho sakti hai, lekin kabhi yeh kisi serious complication ki warning bhi ho sakti hai. Is video mein jaaniye bleeding ki mumkin wajah, foran kya karna chahiye aur kin symptoms mein emergency hospital jana zaroori hai. 🏥 ⚠️ Pregnancy mein bleeding ho to apne doctor se foran rabta karein. Heavy bleeding, tez dard ya chakkar ki surat mein emergency medical help lein. 📌 Video save karein aur expecting mothers ke saath share karein! #PregnancyTips #PregnancyBleeding #PregnancyCare #MotherAndBaby #viral