Allah pak AP ki mushkil aasan kry Ameen or khud k mout nhi mangni chahiye phly Mai b aysa tha sakoon ki nend tou chahiye lakin kr Sakte h wo waqt py mille gi khud ko behtar banao namz parho Dua kro khud k Liye maa baap k Liye yeh mout ki khawish na rakhe abi bhut Kuch krna bhut Kuch sehna h apko is lie be brave ❤️🩹