@rooh_e_mohabbat2: Kuch jazbaat aise hote hain jo lafzon mein bayan nahi kiye ja sakte… ❤️🥀 Kabhi kabhi kisi apne ke saamne baith kar sirf usay dekhtay rehne ko dil chahta hai. Na koi shikayat, na koi gila, bas uski aankhon mein apni duniya dekhne ka dil karta hai. 🥺❤️ Mohabbat sirf kisi ko paa lene ka naam nahi, balkay uske saath har choti se choti khushi mehsoos karne ka naam hai. Kuch log zindagi mein itne khaas ho jate hain ke unke bina har khushi adhoori lagti hai. 🦋 Bas ek aisa shakhs ho jo samjhay bhi, sambhalay bhi aur kabhi door jane ka khayal bhi na laaye. ❤️🩹 #Mohabbat #UrduPoetry #TrueLove #LoveFeelings #RoheMuhabbat