@sannubaccha: Meri Jaan, 🥹❤️ main toh bas tumhe hamesha khush dekhna chahta hoon, chahe meri apni zindagi mein hazaar gam hi kyun na ho. Pata hai kyun? Kyunki meri poori duniya tumhari ek muskaan mein basi hai. Tumhare chehre par woh pyari si muskaan dekhkar mere saare dard jaise khud-ba-khud kam ho jaate hain. 🥺❤️🩹 Tum khush hoti ho toh lagta hai jaise meri duniya mein sab kuch achha hai. Main chahe andar se kitna bhi pareshan kyun na rahun, tumhari ek muskaan mere liye sab kuch khoobsurat bana deti hai. Bas meri itni si khwahish hai ki tumhari aankhon mein kabhi aansu na aayein aur tumhare chehre ki ye muskaan kabhi kam na ho. Tumhari khushi mein hi meri khushi hai, meri Jaan. 🫂❤️😘😘❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ #minejaan🌍💕 #lovestory #goviral #foryoupage #viral