@azizwadiwala: Hasbunallahu Wa Ni'mal Wakeel 🤲❤️ | Allah Hamare Liye Kaafi Hai♥️ Jab Zindagi Mein Mushkilein Aayein, Toh Pareshan Na Ho. Apna Bharosa Sirf Allah Par Rakho. ❤️ Hasbunallahu Wa Ni'mal Wakeel 🤲 Meaning: Allah Hamare Liye Kaafi Hai Aur Wahi Sabse Behtareen Kaarsaaz Hai. Ya Allah! Humein Har Pareshani Se Nijaat Ata Farma, Hamari Duaon Ko Qubool Farma Aur Humein Har Haal Mein Apne Upar Bharosa Rakhne Ki Taufeeq Ata Farma. Aameen. 🤲❤️♥️♥️♥️♥️ #madina #fyp #trending #viral #tiktokpakistan