Inna lillahi wa Inna ilayhi raji'un sabki magrat ata farmae aur jannat mein Alam. 🌹 lekin bhai jaan yah hadsa mere Dil kahta hai ki singer road ki vajah se hua hai yahan traffic bahut jyada hai road single hai aur yah bus driver jo hai na unki safed bahut tej hoti hai bahut jyada speed hoti hai aur jo loader gadi hai main bhi chalata hun yah mat Socha ki main inki kar raha hun lekin mera dil manta hai. aur se ped ki vajah se hua hadsa loader gadi wala Jo bilkul chhota sa jump bhi aata hai vah sabal sabalkar chalta hai bahut slow slow aur isliye main kahta hun yah bus ki over speed ki vajah se hoga lekin Aage jo hai Allah behtar jaanta hai vaise government ko chahie ki yah road jo hai na vah double hona chahie jitni ismein traffic. hai hai shukriya meherbani