@timelesswrites: Har baar dil dukhnay par insaan shikayat nahi karta. Ek waqt aata hai jab alfaaz khatam nahi hotay, bas kehne ki khwahish mar jaati hai. Yaad rakhein, khamoshi ke peechay bhi ek poori kahani hoti hai. #deepthought #urduline #deepwords #urduquotes #urdupoetry