@syedabunnorohie: Allah kisi jaan par uski taqat se zyada bojh nahi dalta. 🤍 لَا يُكَلِّفُ اللَّهُ نَفْسًا إِلَّا وُسْعَهَا (Surah Al-Baqarah 2:286) Jab raasta mushkil lage, yaad rakhna: jo tumhein diya gaya hai, tum usse sambhal sakte ho. Sabr rakho, Allah par bharosa rakho. 🌙 #BunnoRohie #Quran #QuranicVerses #SurahAlBaqarah #Baqarah286