Sar ji aapki awaaz hi Itni Kafi hai ki goli Se Kam Nahin Hai Jigar chhin chhalni kar dete hain aap Awaaz Allah ne aapko Badi Pyari Di Hai lekin Thoda Sa lehas Kar Liya Karen Aise mahsus hota hai ki aap tanj Ham per kar rahe hain Sada khush raho Allah aapki Hifazat kare use Rab Ka shukr Ada Karen Jisne aapko Itni Khubsurat Awaaz Di Hai lekin Dil Na Toda Karen