@sazaeeshq1: Kya tumne kabhi socha hai, ek jhoot kahan le jata hai? Ek chhota sa jhoot zindagi bhar ka bojh ban jata hai. Magar sach, chahe kitna bhi kadwa ho, roshni deta hai. Sach bolne wala Allah ke sab se kareeb hota hai, kyunki Allah sachon ke saath hai. 🤲 Ameen likhna mat bhoolna, aur dua karo ke Allah humein hamesha sach par rakhe. #IslamicVideo #Emotional #Allah #Dua #Sabar