@usmanali.777: Dost umer naveed nein city mall Mansehra mein bht he Acha cafe UW cafe & bites k nam sy open Kia hai . Jahan py apko bht he maiyari chaay or paratha mila kry ga . Allah rabulizat kamyabiyan ataa farmay ameen. #traveltalesbyusman #uwcafemansehra