@mufti.muhammad.akmal.fun: Kursi Par Namaz Padhte Waqt Table Ya Takhte Par Sar Rakhna Kaisa Hai? 🪑 | Mufti Akmal Kursi par namaz padhte waqt samne takhta ya table laga kar us par sar rakhna zaroori nahi hai. Rukuh mein kam aur sajde mein zyada jhuk kar ishara karna kafi hai. #MuftiAkmalFanPage #muftiakmal #NamazKeMasail #SharaiRahnwahi #fyp