@vicky.pandaa: Food Vlogging start karne ke baad ye meri pehli video hai jo maine itni excitement ke saath banayi hai aur yaqeen karein iska taste waqai outstanding hai Iske Yakhni Wale Rice tender meat aur upar laga hua masala Hungry Habibi Wale chha gaye hain janab Aur kya hi baat hai inke behtareen Saalim Bakray ki aakhir kar maine bhi kha hi liya Location Karachi Lahore Islamabad Google par Hungry Habibi search karein aur aap jis bhi shehar mein maujood hain wahan inki branch par jaa kar zaroor try karein aur is bhai ko apni duaon mein yaad rakhein #vickypanda #lahore #streetfood #hangryhabibi #islamabad