@oddorithm.aikefunde: Paisa kamana aik hunar hai, paisa sambhalna bilkul doosra. 💰 Kitaboon Ka Safar — Kitab 3: The Psychology of Money (Morgan Housel) 3 minute mein is kitab ke bade sabaq: har kisi ki paisay ki kahani alag kyun hoti hai, aur asal daulat kya hai — apne waqt par ikhtiyaar. Aap ke liye paisa kis cheez ka naam hai? Zyada daulat, qarz se azaadi, mustaqbil ka tahaffuz, ya waqt par ikhtiyaar? Comment mein batayein 👇 Har Itwaar nayi kitab. Follow karein. #KitaboonKaSafar #PsychologyOfMoney #MorganHousel #UrduBookSummary #BookSummary