@oddcases1: Na Mulk, Na Border, Na Badshah… Duniya Ka Pehla Badshah Kaun Tha? 👑 Lakhon saal tak insaan par koi hukm nahi chalata tha. 👑 Phir ek din kisi ne kaha, mere hukm par chalo, aur logon ne maan liya. Aakhir kyun? Aur Sindh ke Mohenjo-daro mein aaj tak kisi badshah ka pakka nishan kyun nahi mila? Poori kahani video mein dekho, aur batao: tum usay sardar banate ya uska mazaaq udate? 👇 #AncientHumans #History #FirstKing #PehlaBadshah #MohenjoDaro #HistoryInUrdu #HistoryInHindi #EonSaga