@safareaamir: Sunday ko apne sasural Lyari gaya, lekin wahan ka manzar dekh kar hairan reh gaya! 😢 Tooti sadkein, khadde, kichar aur kachra… Aakhir Lyari ka ye kya haal ho gaya hai? Aap bhi apni rai comments mein batayein! #Lyari #Karachi #SafarEAamir #fyp #foryou