Ya Allah Meri Mery Waldeen ki mery behan bhaiyoo kii or tamam Umat e Musalman kii mehshar key din bakhshish far Deena yaqeen janiye aap ka yeh Banda aap ki saza bardasht nahi kar sakta na duniya main na akhirat main Ya Allah aap key Siwa kahaa jaonga bas mehshar key din aap mujh sey moon na pheer leena mujhy waha tanha na choorna Ya Allah main aap key gunahgaar bando main sey aik Hoon mujhy apni taraf mael kardo ya Allah aap hi mery madadgar or dost hoo Ya Allah ham ney apni janoo pey bara zulm Kiya haii ya Allah main jab apney gunahoo Koo yaad karta hoon to Mera kaleeja phat ta haii ya Allah main apna hisab deny sey qasir Hoon ya Allah aap ki rehmat aap key jalal pey qudrat rakhti hai ya Allah aap ka yeh Banda haqeeqi Zindagi main Janat Ul Firdoos ki talab rakhta hai ya Allah aap ka yeh gunah gar Banda maqbool shahadat sey apney gunahoo ko mitani ki justju karta hai ya Allah apney hathoo sey apney is gunahgaar bandey key Liye bhi Janat Ul Firdoos ka ahtamam kar dijiye ya Allah main jahanum sey aap ki panah mangta hoo ya Allah main apna sar sar e tasleem e kham karta hoon aap key agey ya Allah main apney har chotey barey gunahoo ki aap sey bakhshish talab karta hoon Ya Allah apney is bandey ko muaf kardijiye😭🙏🤲
2026-11-10 20:04:16
4
Ayan Rajput :
l love you Allah Muhammad ❤️❤️
2026-11-10 15:18:46
7
it'smr :
صَلَى اللّٰهُعَلَيْهِ وَسَلَمَ❤️
2026-11-10 19:52:28
2
👑🎀DUA FATMA🫴💃 :
2026-11-10 12:11:38
5
Hamid Ali :
2026-11-10 09:44:52
5
Mubeen Amin 01 :
اللہ اکبر
2026-11-10 17:00:20
2
🌹🌹🤲🤲 AJWA BATOOL 🤲🤲🌹🌹 :
😭😭😭😭
2026-11-10 12:12:57
2
rajalangah :
alla
2026-11-10 10:36:18
5
ali.sulaiman.123 :
Allah ho akbar
2026-11-10 15:24:45
3
Zee Hashmi :
Allah hu Akbar
2026-11-10 18:56:28
3
Sheraz Ahmed :
2026-11-10 11:49:56
3
user7607652052352 :
beshak Allah hu Akbar Subhan Allah 🤲
2026-11-10 08:13:12
5
Huraira⚜️ :
ALLAH HO AKBAR
2026-11-10 13:50:53
2
ayyyyyyyy :
Allah jan
2026-11-17 06:51:34
1
ZURAIZ BABO :
allaho. akbr
2026-11-10 16:14:43
1
KASHIF ATTAR :
Allah ..... ☝️
2026-11-10 17:44:39
1
بُخاری⚜️ :
2026-11-10 13:51:15
1
user2818861481362 :
2026-11-10 15:44:44
1
user9782657126802 :
Allah Pak G
2026-11-16 16:47:39
0
🇵🇰HAMAD_ :
2026-11-10 15:24:36
0
To see more videos from user @nisar.edit, please go to the Tikwm
homepage.