Zindagi ka maqsad sirf Allah ko raazi karna aur nek aamaal karna hai taake aakhirat mein kamyabi mil sakay. ✨
• Allah pak hidayat ki tofeeq usi ko deta hai jise wo kisi ke zariye chunna chahta ho.
• Mere Khudawand! Jese Tu ne Hawa aur Paani ko sab ke liye aam kiya hai, wese hi Hidayat ko bhi aam kar de.
Allah hum sab ko sajday ki tofeeq de aur hidayat ko aam farmaye, Ameen! 💗
2026-11-10 17:36:03
2
To see more videos from user @aliyaniiii0, please go to the Tikwm
homepage.