@sazaeeshq1: Ek chhota sa lafz kisi ka dil tod bhi sakta hai, aur jod bhi sakta hai! 💔✨ Zuban Allah ki nemat hai — bolne se pehle socho, kya ye lafz sukoon dega ya dard? Naram lafz, achhi baat, aur dua — yahi dil ko jodti hai. 🤲 Ameen likhna mat bhoolna! ❤️ #IslamicVideo #Emotional #Allah #Dua #Sabar