@sannubaccha: Aur baat agar loyalty ki aaye na meri jaan, toh poori duniya ki ladkiyon ko thukrane ka dum rakhta hoon, kyunki mujhe har kisi ki zaroorat nahi hai. Mujhe toh bas meri pasand ki woh ek aurat chahiye, jise maine apna maana hai aur jiske saath apni poori zindagi bitane ka khwaab dekha hai. ❤️🥹 Meri nazron mein mohabbat ka matlab hi wafadari hai, aur jab dil mein sirf tum ho, toh kisi aur ki taraf dekhne ka sawaal hi nahi uthta. Meri pasand bhi tum, meri mohabbat bhi tum aur meri aakhiri khwahish bhi tum hi ho, meri jaan! 🫂❤️🤗🤗🤗🤗🤗🤗❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️#minejaan🌍💕 #lovestory #foryoupage #goviral #viral