@azizwadiwala: 🤲 Ya Rahman, Ya Allah! Ya Rahim, ❤️ Allahu Akbar! ✨♥️♥️♥️ ♥️♥️♥️♥️♥️ Ya Rahman, Ya Rahim, 🤲❤️ Ae Allah! Tu hi sabse zyada Meherbaan, Nihayat Reham Karne Wala aur Izzat Ata Karne Wala Hai. Ya Allah, hum par apni Rehmat farma, hamari duaaon ko qubool farma aur humein seedhe raaste par chala. Aameen Ya Rabbal Aalameen. 🤲 ❤️ Allah ka zikr karein aur apne dil ko sukoon dein. #creatorsearchinsights #1millionstories #madina #trending #viral