پاکستان میرا ہے!: Allah ka wasta ha mian sab ap dobara PM ban jayen aur es Pakistan ki tamam takaleef dour kr dain, apko Adam AS ka wasta, apko Noah AS ka wasta, apko Ibrahim AS ka wasta, apko Moosa AS ka wasta, apko Essa AS ka wasta aur apko akhri nabi Hazrat e Muhammad SAWW aur unki aal e rasool o ahl e bait ka wasta k ap es mulk ko theek kr dain. Ap aur apka khandan kehta ha k ap log he Pakistan ko theek kr saktay hain tu plzzzzz kr dain, ab tu poori taqat ap k paas ha, koi masla nhe ha koi rukawat nhe ha ap k rastay mein, ab ap apnay purany aur naye aaqaoon k sath mil k Pakistan ko ghurbat sy nikal k khushali mein daal dain.
2026-11-15 00:28:01
1
To see more videos from user @user2815084251761, please go to the Tikwm
homepage.