@wish.14.aitoons: Bhai Ki Kamyabi Se Jalan! 😱 | Ek Bhai Ka Dhoka Aur Doosre Ki Barbadi 🔥 | Part 1 Ek baap ne apne dono beton ko do alag raste diye. Ek ne Oil ka business shuru kiya aur doosre ne Chocolate ki duniya basa di! 🍫🏭 Lekin jab White Cat ki kamyabi barhne lagi, toh Black Cat apne hi bhai se jalne laga. 😈🔥 💔 Jalan aur dhokay ne White Cat ki saalon ki mehnat ko raakh bana diya! 😢 Kya White Cat dobara apni zindagi bana payega? Aur kya Black Cat ko apne kiye ki saza milegi? 👉 Part 2 ke liye Follow karein! ❤️ #creatorsearchinsights #fyp #foryoupage