sayad mai jaldbazi kr gaya pr bht sare logo ne mujhe gumrah keya, pr ek baat hai jo mai share krna chta hu wo ye hai ek loyal admi ke leye bht muskil hota hai kese se jur ke usse chorna, isleye aese haalat he nhi banani chahiye ke hm chah ke bhi wapas na ja sake, andar ke halat Allah janta hai hme koun chahiye pr kbhi kbhi aese halat mey faas jate hai kya kare samaj mey nhi aata 😥💔
2026-11-17 17:52:24
0
To see more videos from user @gehri__chupp3, please go to the Tikwm
homepage.