Aur sardiwon ma subha subha garam bistra sa uth ka school jana koi khala g ka wara ni hai
2026-11-19 07:55:45
21
⋆.˚ 𝑴𝑨𝑯𝑰⋆.˚ :
kabhi weekly test kabhi monthly test kabhi December test kabhi first term k test ye test ne mujhy Pagal kr Dena hai Aik din😭🙏🏻
hum apni Zindagi bhi nahi jee pa rahy sahi se❤️🩹 kahin be fikr ho k ja bhi nahi sakty😭 hr wakt sirf test ki tension rehti hai or agar test Mai marks Kam ayein to teachers bohat insult krti hein 💔